wo jo na the to kuch na tha wo jo na hon to kuch na ho
jaan hian wo jahan ki jan hai to jahan hai..
Madine ki thandi hawa Allah Allah...
jahan bhar ki khushiyan mileen gi yahan par
k ishq-e-Muhammad(S.A.W)jo main bsao..
Ilhan ki Rim Jhim Kaheen Bakhshash ki ghata hai..
youn khyalon main tera chand sa paiker chamke
jis trah chandni ratoon main samander chamke
aye rahmat-e-Aalam tere yaadoon ki badolat
kis darja sakoon main hai mera kalb-e-tapida
haq se pai wo shan-e-karimeen marhaba dono Aalam k wali
us ki qismat ka chamka sitara jis pe nazr-e-krma Aap ne Dali
hai un k hath main kya kya tujhy khabar na mujhy
khuda ne kitna nawaza Hazoor (S.A.W.) jante hain
Drood un par k jo hain Sadre mehfil pakbazon main
Drood un par ko jin ka naam lite hain Numazoon main
Aay sabz gunbad wale manzoor Dua karna
jab waqt naza aay didar ata karna
zuban pak hoi dil ko qrar aya
Nabi(S.A.W.)k zikr se mushkl gadi guzar aya
mehfil-e-Naat saja lene se kya milta hai
silsila malik-o-mukhtar se ja milta hai
kyonkar na mere dil main ho ulfat Rasool (S.A.W.) ki
jannat main le k jay gi chaht Rasool (S.A.W.) ki
naam-e-Muhammad S.A.W kitna metha metha lagta hai
dono jahan sarkar ka mujh ko sadka lagta hai
Aay shehn shahe Madina Assalaat-o-wassalaam
zinat-e-arshe muallah Assalaat-o-wassalaam
mujhy bhi madine bula mere Mula
krm ki tajali dekha mereMula
har ibtada se pehly har intaha k baad
zaat-e-Nabi(S.A.W) buland hai zaat-e-Khuda k baad
Pore qad se jo khada hon to yeh tera karm
mujh kojhukne nahi deta hai sahara tera
wo jis k zikre pak ko Rabb ne kiya buland
us bazm-e-kainat ka wo rang-o-noor Aap S.A.Wjitna diya sarkar ne mujh ko itni meri oqat nahi
yeh to kram hai un ka warna mujh main to esi baat nahi
Gham sabhi rahat-o-taskeen main dhal jate hain
Jab kram hota hai halat badal jate hain
is kram ki badolat bada hoon
No comments:
Post a Comment