Wednesday, January 29, 2014

Illama Muhammad Iqbal

aye tahir-e-lahoti is rizq se maot achi
jis rizq se aati hai parwaz main kotahi

Monday, January 27, 2014

Jalal Pur Sharif ( Peer khana )

nighah e murshid e kamil se ishq e Mustafa (S.A.W) hasil
khuda ka qurb deti hai muhabbat Peer khane ki..

Friday, January 17, 2014

Urdu Poetry

 mita de apni hasti ko ager kuch martaba chahiy
keh dana khak main mil kar gule gulzar banta hai

Thursday, January 9, 2014

Mujhy Bakhash de


tu meri zaat ka malik hai bakhash de mujh ko !
hisab mujh se nah diya jay ga meri khataon ka!

Friday, January 3, 2014

Sarkar ( S.A.W.W.) ki Aamad Marhaba

 wo jo na the to kuch na tha wo jo na hon to kuch na ho
jaan hian wo jahan ki jan hai to jahan hai..